Ab Na Aayein Ge Palat Kar Kubhi Jaanay Waalay Kia Milay Ga Tujhe Bikhray Howay Khwaabon Ke Siwa ? Ay Rait Pe Chaand Ki Tasveer Banaanay Waalay Sab Ne Pehna Tha Baday Shoq Se Kaghaz Ka Libaas Jis Qadar Loog Thay Baarish Mein Nahaanay Waalay Mar Gaye Hum Tou Ye Qutbay Pe Likha Jaye Ga So Gaye Aap Zamaanay Ko Jagaanay Waalay Dar-o-Deewaar Pe Hasrat Si Barasti Hai �Qateel� Jaanay Kis Dais Gaye Pyaar Nibhaanay Waalay ? |
Wednesday, January 22, 2014
Lamha Bhar Apna Hawaon Ko Bananay Waalay
Lamha Bhar Apna Hawaon Ko Bananay Waalay
Reviewed by Chinioty health care
on
January 22, 2014
Rating: 5
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment