22 April 2014- Mery Aansoo Urdu Best Poetry: Urdu Poetry, Urdu Poetry Sms, Urdu Poetry Sms Love, Urdu Poetry Romantic Love Sms, Urdu Romantic Shayari Love Sms, Urdu Romantic Novels, Urdu Romantic Uovels Online, Urdu Romantic Poetry, Urdu Romantic Poetry Collection,Poetry Sms, Poetry Sms in Urdu Sad, Poetry Sms in Urdu Romantic Sad, Poetry Sms in Urdu Love, Poetry Sms in Urdu and English, Sad Poetry Sms in Urdu,Yaad Poetry Sms in Urdu, Urdu Poetry in English Translation,
Monday, April 21, 2014
Tuesday, April 15, 2014
Main Nafraton k jahan mein reh kar, juda rahon ga to kia karonga
Main Nafraton k jahan mein reh kar, juda rahon ga to kia karonga?
Ye theek kehte ho bewafa hon, wafa karon ga to kia karonga?
Bas aik tu hi reh gia ha, jahan sara to kho chuka hon
Tujhe bhi apni ana mein aa kar khafa karon ga to kia karonga?
Hazar sajdey to kar chuka hon qaza tumhari mohabbat mein
Main ab dikhawey ka koi sajda ada karon ga to kia karonga?
Baghair pani k koi machhli bhala kabhi reh saki ha zinda
Main tujh ko kho kar, kisi ka ho kar, bata karon ga to kia karonga
Bohat kaha Tha Tujhe K Mujhe Apna na Bana
Bohat kaha Tha Tujhe
K Mujhe Apna na Bana
Ab Apna Banaya ha to..
Tamasha Na Bana...
Tuesday, April 8, 2014
Ungliyaan Aaj bhi is Soch main Giraftar hain
Ungliyaan Aaj bhi is Soch main Giraftar hain..
Us ne kesy Naye hath ko thama hoga..
Wo ek Shakhs kisi tarah sy mil jata muje Sahib
Wo ek Shakhs kisi tarah sy mil jata muje Sahib
Mujh ko Manzoor thy phir Jitnay khasary hoty
