Showing posts with label Ghalib. Show all posts
Showing posts with label Ghalib. Show all posts
Thursday, January 19, 2017
Thursday, January 9, 2014
Wo aaye ghar me hamare KHUDA Ki Qudrat h
Wo aaye ghar me hamare KHUDA Ki Qudrat h
Kabhi hum unko kabhi apne ghar ko dekhte hai.n
Wo behisaab jo pee ke kal sharaab aayaa
Wo behisaab jo pee ke kal sharaab aayaa
Agarche mast thaa mai.n par mujhe hijaab aayaa
Idhar Khayaal mere dil mein zulf kaa guzaraa
Udhar wo khaataa huaa dil mein pech-o-taab aayaa
Khayaal kis kaa samaayaa hai diidaa-o-dil mein
Na Dil ko chain mujhe aur na shab ko Khuwaab aayaa
Dil hi to hai na sang-o-Khisht dard se bhar na aaye kyuN
Dil hi to hai na sang-o-Khisht dard se bhar na aaye kyuN
Roenge ham hazaar baar koii hamen sataye kyuN
Ham ne maana ke taGhaful na karoge, lekin
Ham ne maana ke taghaful na karoge, lekin
KHaak ho jaayeNge ham tumko KHabar hone tak
Hum ko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin
Hum ko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin
Dil ke k behlane rakhney ko Ghalib ye Khayaal achhaa hai

