Latest News

Showing posts with label Cheat-Poetry. Show all posts
Showing posts with label Cheat-Poetry. Show all posts

Saturday, April 27, 2013

Bas Intaha Hai Choriye Bas Rahnay Dijiye, Khud Apnay Aitbaar Sa Sharmaa Gaya Hoon Main..


Bas intaha hai choriye bas rahnay dijiye, Khud apnay aitbaar sa sharmaa gaya hoon main..

Bas intaha hai choriye bas rahnay dijiye,
Khud apnay aitbaar sa sharmaa gaya hoon main..


Bas intaha hai choriye bas rahnay dijiye, Khud apnay aitbaar sa sharmaa gaya hoon main..

Ye rahzano ki basti hai chaley chalo chup chap,
Dara hun esa ke mur kr na rasta dekhon..


Bas intaha hai choriye bas rahnay dijiye, Khud apnay aitbaar sa sharmaa gaya hoon main..

Haal e dil to khul chuka is sheher mein har shakhs per,
Haan magar iss sheher mein ik bekhabar bhi dekha hai..


Bas intaha hai choriye bas rahnay dijiye, Khud apnay aitbaar sa sharmaa gaya hoon main..

Kabhi pathar se bhi takraye to kharaash tak na aye,
Kabhi ik baat hi se insaan toot ke bikhar jatey hain..


Bas intaha hai choriye bas rahnay dijiye, Khud apnay aitbaar sa sharmaa gaya hoon main..

Yeh shart-e-mohabbat bhi ajeeb hai,
Pura utroon to wo meyaar badal deta hai..








Monday, March 25, 2013

Cheat Poetry

Dhoka Poetry


Paraaye ghar ki beti jal rahi hai, Acha moqa hai!
Bujha do piyas sholo�n ki, Kanaster daal do us per
Sulagtey bainn sun kar ab nahi�n bedaar ho gi woh
Kahani so gai, Phoolo�n ki chaadar daal do us per
Ek strature k pahiye ghoomtey hain burn unit mein
Ye manzer dhaanp do, Acha sa manzer daal do us per. . !


Tags

Recent Post